Текст песни SDR - Shajar
Просмотров: 1
0 чел. считают текст песни верным
0 чел. считают текст песни неверным
На этой странице находится текст песни SDR - Shajar, а также перевод песни и видео или клип.
|
Waqt Maira Ek Nayi Pahar* Dekhta Hai Sukhe Patton Ko Budha Shajar Dekhta Hai Seep Ki Khwaahish Liye Ik Shakhs Kinaare Pe Ab Bas Lahar Dekhta Hai Baitha likhun kinaare kahaani main lahron ki Raat ka kate andher khwaahishen sahron(Mornings) ki Gaane sajaate naa ye mahfilen bahron ki Waqt ka takaaza aur baat jaise pahron ki Chali uss aur jis aur na nigaahen Lage sage sab par jinpe lagaaye daaw maine Diya mujhe ghaaw par pyaar maira jaise koi neem ki chaaw Lagu kadwa mai badaa par Karta bachaaw tera har baar dhoop se Roop se waasta nai waasta hai rooh se Kirdaar ki keemat hai yahaa ishq mai Jaante nahi hai ye londe saare Noob se Dekh ke nabh(sky) ko lyun jaane ehtiyaat(Precaution) jage Ghonslen mai band panchhi ke jazbaat(Feelings) jage Logo ko lagaa mairi zindagi jannat hai Dil chahta hai khudke saath ek raat jage Tujhko Kya Btaaun Main Haal Inn Dino Ik Tere Siwa Poora Shahar Dekhta Hai |